People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 2 *

Sun Dilki Dhadhkane
Music: Naushad
Lyricist: Prem Saxena
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hathkadi/Sun-Dil-Ki-Dhadkane/
sun sun sun sun sun dil ki dhadkane
ho more raja ho more saiya sun
more babu dil ki dhadkane ho ho ho
hoye main panjaban gujrawaliya
hoye main panjaban gujrawaliya
hath mein kangan kan baliya
hoye main panjaban gujrawaliya
hath mein kangan kan baliya
bal ghughru rup soniya ho ho
bal ghughru rup soniya
ho ji ho sardar ji
hoye panch mod to
sun sun sun sun sun dil ki dhadkane
ho more raja ho more saiya sun
more babu dil ki dhadkane ho ho ho

kale pahad pe kalwa nache ho ho
kale pahad pe kalwa nache
ina mina dika fika baje
kale pahad pe kalwa nache
ina mina dika fika baje
pure prith ki kale kaliya
ho ji ho sardar ji
hoye panch mod to
sun sun sun sun sun dil ki dhadkane
ho more raja ho more sayiya sun
more babu dil ki dhadkane ho ho ho

seyo papri bhajiya katiya ho hoy
seyo papri bhajiya katiya ho hoy
te tukro meri jaan batiya
hoye pet mera bhija bhija nak se chhika chhika
heja mera pichha laga jaal mein bachake bhaga
papra ka pipri ka jhapra ka jhipri ka
mosem bo mosem bo mosem bo ho ho ho
ho itli dosa ramba samba
ho itli dosa ramba samba
ho ji ho sardar ji
hoye panch mod to
sun sun sun sun sun dil ki dhadkane
ho more raja ho more sayiya sun
more babu dil ki dhadkane ho ho h
Mai Jau Kaha Lut Gaya
Singer: Asha Bhosle
Music: Naushad
Lyricist: Prem Saxena
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hathkadi/Haye-Jaoon-Kahan/Fix
haye main jaau kaha, lut gaya mera jaha
haye main jaau kaha
kaise kahu jaan jale hey hoye
kaise kahu jaan jale
dil pe mera bas na chale
khulti nahi hai juba
haye main jaau kaha

dil ne pukara hai tujhe
farz ne mara hai mujhe
mushkil me hai meri ja
haye main jaau kaha

ae gham-e-dil tu hi bata de
meri manjil ka pata
ae gham-e-dil tu hi bata de
meri manjil ka pata
milta nahi hai nisha
haye main jaau kaha, lut gaya mera jaha
haye main jaau kaha

pyar hai jalne ke liye
farz sambhalne ke liye
pyar hai jalne ke liye
farz sambhalne ke liye
zindagi hai imtiha
haye main jaau kaha
haye main jaau kaha, lut gaya mera jaha
haye main jaau kaha